6.00 am
ji
faraad woke up and then saw there's still time so he slept again
10.00 am
mom- faraad beta uth jao office nhi jana kya aaj
faraad- sone dein na mum
mom- 10.05 hogye hain
faraad woke up and shouted,kyaaa, mama aap pehle kyu ni ayi aap uthane
mom- mujhe lga ajj tumhe jana hi nhi hai
faraad- mom meri boht zaruri convincing meeting thi mr.maqsood ke sath
mom- convincing meeting?
faraad- yes mama
mom- acha theek hai ab jldi se uth jao
faraad- ji mama
faraad came
mom- beta naashta ready hai
faraad- mama meri rescheduled meeting hai At 11.30 ,so i have to go, already 10.45 ho gye hain
other end
sarah reached at office at 9.30 am
sarah called maya
sarah- maya,mr.khadoos ni aya kya abhi
maaya- kabhi kabhi boss isi time pe aate hain so no worries magar is dafa kafi gap ke baad boss late hue hain,in fact unki mr.maqsood ke saath meeting thi 10.00 bje,ab shayad reema ne reschedule kr di ho
sarah- mr maqsood woh lunch wale
maya- haan
sarah-magar unse toh deal cancel ho gyi thi
maya- sarah woh boss ka masla hai,tum apni investigation bnd kro
sarah- haan sahi keh rhi ho tum
sarah- maya,boss nhi hai
maya- toh
sarah- chlein ghumne,office ke paas hi ek restaurant hai waha kuch khane ke liye chlte hain
maya- magar sarah
sarah- chlo na
maya- okk,lekin agr boss aye to mai unhe sch btadugi
sarah- ni ayega woh
they went to restraunt at 11 but after two hours they got back to office but unfortunately the boss was waiting at the door
sarah- gyi bhains pani mein
maya- kro kuch
faraad- acha moka tha na vese,konsa boss present the ache se bhana bn jana tha,boss ko pta bhi ni chlna tha
sarah- sorry boss
faraad- tum toh rehne do tumhara hi idea hoga yeh,miss maya please explain
maya- boss sarah ne mujhe insist kiya tha
faraad- miss sarah come to my office
sarah- but boss i am sorry m keh to rahi hu office mein jaane ki kya zarurat hai bhle hi meri salary kaat lena aap
faraad- miss sarah,enough is enough, come to my office
then he left
sarah- maya ki bachi tum na jaati tumne to sara mere pe daal diya hai
maya- dekho sarah mene kha tha mai sach bta dugi boss ko
sarah- whatever
sarah went to his office
Sarah's house
umair came from University
umair- tayi jaan
tayi jaan- oh umair tum aa gye beta
umair - ji, assalamualaikum
tayi- walaikum salam
umair- ifrah kaha hai tayi jaan
tayi jaan- apne room mein hogi
asfar came
asfar- arre umair tum aaj itni jldi aa gye
umair -woh papa aaj lectures nhi the
asfar- acha theek hai
umair- ji papa
asfar- hmm
umair - ok papa or tayi jaan,please khane ke liye kuch bna dein
tayi jaan- beta what about sandwich
umair- ji chlega
tayi jaan - ok
umair went to ifrah's room
umair - ifrah,free ho kya
ifrah- haan btao umair
umair- ek help chahiye
ifrah- bolo
faraad's office
sarah entered
sarah drte drte cabin ke samne khadi ho gyi
faraad- explain
sarah- kyaa
faraad- explain kro kyu gyi thi
sarah- sorry sir
faraad- dekhiye miss sarah, pehli baat to jab se aap aayi hai kuch alag hi krti hain,dusri baat yeh ki aage se esa kuch na ho,got it
sarah- yes sir
faraad- or ab tumhari saza hai ki you'll work over time
sarah- but sir
faraad- mene keh diya toh keh diya
sarah- ok sir
other end
Sarah's house
ifrah- mai tumhari help toh krdugi magar mera naam nahi aana chahiye
umair- thik hai magar sarah ko mat btana
ifrah- umair uske bina kuch ni ho payega
umair - ok fine jesa tumhe theek lage
ifrah- han
umair left
ifrah to herself - yeh umair achanak se jo apne dimaag mei khichdi paka rha hai iski wajah tak jana padega
other end faraad's house_
ayena is back from University
ayena- mama
mom- ayena tum aa gyi or aaj kafi khush bhi lg rhi ho
ayena- assalamualaikum mama,or woh kuch dost naye bne hai isliye khush hu
mom- ok,tum fresh ho aao mai kuch khane ko lagwati hu
ayena- nhi mama bhai jab ayenge tabhi dinner hi kr lenge
mom- lekin beta koi snacks to Lelo there's time for dinner
ayena- ok mama if u insist
mom- ok beta
at office_
7.00 pm
sarah was working when faraad came
faraad- miss sarah come on mai aapko drop kr deta hu
sarah- no thanks mai chli jaugi aapko itni zehmat karne ki koi zarurat nhi hai
faraad- dekhein miss sarah, aap apni glti ki wajah se yaha par hain or mene kisi ke saath ese nahi kiya kyunki kise ne esi hrkat ki hi nhi,
sarah- lekin mai thode waqt ke liye gyi thi
faraad-agar lunch time mein aap jaati toh it would have been fine magar aap lunch time pe jaa kar work time bhi adha wahi lga ayi
sarah- sorry
faraad- its ok ab chlein
sarah- yes sir
they went to car
in the car_
faraad- miss sarah,aage se be careful
sarah- yes sir i will be careful
faraad- aapki behtari ke liye hai,nhi to mujhe aapko samjhane ka koi shok ni hai
sarah- i know
faraad- good
faraad dropped her and went to home after
faraad's house
mom- beta tum aa gye,or aaj itni late kyu
faraad- woh kaam zyada tha mama
mom- ok chlo dinner kr lete hai
faraad- mama aap logo ne kiya ni dinner
mom- ni beta ayena ne insist kiya ki bhai ke saath hi krenge
faraad- 8 bje hain, chlein dinner krk I'll have to walk or phir 10 bje sona hai mujhe fir subha 6.30 bje uthna hai
mom- beta phle hi itni late aye ho,or itni jldi na utha kro ,office toh 9.30 bje hota hai toh itni der kya kroge
faraad- mom after dinner walk is mandatory atleast for me or i have to do the exercise, it's important mama
mom- ok phle shuru to krlein,or m toh ni krti exercise fir bhi dekhlo
faraad- ji lekin krni chahiye zaruri mote ho toh hi nhi blke agr fit bhi ho to bhi it's good for health mama,chlein mai fresh ho ke aata hu
mom- ok beta
they all had dinner together