Chereads / mohobbat ke mareez / Chapter 7 - Chapter 7

Chapter 7 - Chapter 7

next morning

hamad- ayesha,mujhe kuch baat karni hai tumse

ayesha- ji khiye

hamad- humein ifrah ki shadi ke bare mein sochna chahiye

ayesha- lekin badi beti toh sarah hai na

hamad- jaanta hu lekin usme koi bado wali baat nhi hai ayesha,jab uske liye ladka mila to uska bhi kr denge magar ifrah ek boht samajhdaar or achi ladki hai

ayesha- ji lekin uska consent lena zaruri hai

hamad- haan I'll ask her

ayesha- ok,nashta lgau

hamad- haan mujhe der ho rhi hai

ayesha- ok,yeh sarah aj phir late hai 9 bj gye hain,mai isko bhi uthake aati hu

asfar- are nhi nhi bhabhi mai utha ke aata hu humari ladli koh

hamad- tumhare karan hi bigdi hui hai

asfar- bilkul ni bigdi woh,aata hu mai

sarah's room

asfar- sarah meri jan utho office ke liye der ho rhi hai

sarah in sleep said- are sone dein na chachu subha subha ja kr us khadoos ke mooh hi lgna hai,thoda late lg jaugi

asfar- kya,kon khadoos beta

sarah realized what she said

sarah- nhi nhi kuch nhi chachu m tyar

ho ke aati hu aap jaiye

asfar went downstairs

ifrah entered

ifrah- sarah tum gyi ni abhi tak,or kl itni late kyu ayi thi kaam kuch zyada hi hai kyA

sarah ne ishare se usko paas ane ko kha

sarah- ek baat btau,kisi ko na btana

ifrah- haan

sarah- kl i sneak out from office or uski saza di thi khadoos ne ki overtime krna h

ifrah- kyaa,lekin tum ghar kese ayi itni late to cab wale bhi cancel kr dete hai ride

sarah- khadoos drop kr k gya

ifrah- seriously phir to lecture bhi diya hoga car mein

sarah- zaahir hai woh reh thodi skta h iske bina

ifrah- tum na usse door rha kro

sarah- kese,jab bhi late hoti hu cabin pe khda intezar kr rha hota hai,oh shit,ifrah time

ifrah- 9.45

sarah- oh no aaj phir

ifrah- kya

sarah - late ho gyi hu yaar, kpde nikaldo mere please m fresh ho k aati hu

ifrah- ok jldi kro

sarah got ready and had breakfast at 10.00 am,then she reached at 10.25 am

sarah entered and saw noone

sarah to herself ( whispers)

shukar hai aj mere cabin ke aage ni khda,isko ptani koi kaam ni h jo mere pe hi nzr rkhta hai ,roz mood khraab kr deta hai

faraad was standing behind her

faraad- mujhe kaam tha,or m tumpe nzr nhi rkhta,or haan agar tumhara mood khrab hota hai toh yeh tumhara masla hai mera nhi

sarah- b..b...b...boss aap kab aye

faraad- tabhi jab aap mere bare mein ulti sidhi baatein kr rhi thi,hmesha ki trah

sarah- sorry sir

faraad- late ane ki koi khaas vjah

sarah- mai uth ni pai subah

faraad- that is your problem miss sarah ,apni aadatein badliye miss tabhi aap yaha tik payengi

sarah- ok boss

then faraad went to his office and sarah to her cabin

sarah to herself

ptani kab ye picha krna chodega,jab dekho piche aa jaata hai,khadoos kahi ka,ptani kya kha ke aata hai,sadi hui shkl ki tra sadi hui baatein bhi bolta hai lekin iska kyu soch rhi hu main

sarah began working

other end_

faraad' s office _

faraad to himself

itni buraiya mene kisi ki puri zindagi main nahin ki jitni isne itne se dino mein kardi hai meri, khair mein kyu iske bare mein sochta rehta Hun mere pass faltu waqt nahin hai,boht kaam hai mujhe, shukar hai mr. maksood maan Gaye nahin to iski vajah se bahut bada nuksan ho Jana tha, main FIR uske bare mein soch Raha Hun focus Faraad focus on your work

he began working

at University _

ayena- umair kese hain aap

umair- ji mai bilkul thik aap kaisi hain

ayena- mai bhi thik

umair- mai competition me participate kr rha hu jo online website pe ho rha hai I'll publish my drama

ayena- yeh to bohot achi khabar hai lekin kese

umair - meri jaan se pyari behne hain na woh krengi help

ayena- ok it's a good idea, ab chlein class ke liye der ho rhi hai

umair-han han kyon nahin jaldi chalo

at the other end_

Sarah's house_

ayesha-ifra beta idhar aao mujhe tumse kuch baat karni hai

ifrah-ji mama boliye kya baat karni hai aapko

ayesha-beta ham soch rahe the ki tumhari shaadi ke bare mein ,aur tumhara kya khyal hai

ifrah-dekhle ammi jaisa aapko Sahi lagta hai vaisa kar le

ayesha-lekin beta tumhara consent bhi to jaruri hai is bare mein agar ham tumhen nahin puchenge to fir log kya kahenge

ifra-mama logon ke bare mein to ap na hi kahe log to aajkal Bina bacho ke consent ke rishta achcha samajhte Hain

ayesha-beta dekho logon ki mujhe koi parvah nahin hai lekin mujhe tumhare consent ki parvah hai aur tum apna consent mujhe batao Abhi

ifrah- ammi aap jo bhi faisla krengi shi hoga,mai raazi hu

Ayesha- theek hai beta

office_

sarah peeping faraad

maya- kya ho rha hai

sarah jumped frightened

sarah- maya ki bachi tum har dafa drane ka plan bna ke kyu aati ho

maya- mai toh jaari thi fir kuch jasoos dikhe

sarah- mai jasoos nhi hu bs nazar rkh rhi thi ki ye krta kya hai

maya- chlo maan lete hain

sarah- manna hai obviously

maya- chlo mai chlti hu mujhe kaam hai you carry on

sarah- mai bhi jari hu usko pta lg jna hai nhi toh

maya laughing said- okay

sarah went to her cabin

other end_

faraad to himself

yaar ye sarah dimag mein kyu aa rhi hai bar bar mujhe murad ko call krni pdegi i need freshness ye to varna pagal kardegi merko

faraad ne apna phone nikal ke murad ko call kiya

murad- hello

faraad- hello murad kesa hai bhai

murad- thik hu tu bta

faraad- kuch din ghr aaja yar mujhe thoda sa mind fresh or relaxation chahiye

murad- sab thik toh hai,aaj achanak mujhe call ki tum thik toh ho

faraad- han han mzak na kr, bas kaam zyada hai us wajah se thida stress out ho rha hu

murad- mamla toh kuch or lg rha hai,kher 2 din baad auga to chlega

faraad- fir na hi ana toh behtar hai

murad- chlo kal ata hu

faraad- ok,bye

murad- bye