murad- assalamualaikum mama,and my dear friends
rina- walaikum salam,beta kese ho,kese aana hua
ayena- kya baat hai bhai itni jldi subha aane ka koi khaas maksad
murad- yeh toh aap hmare bhai jaan se puch lein
ayena- faraad bhai, seriously,unhone apko bulaya
murad- ji haan,surprisingly
faraad- mama mai ja rha hu,oh murad tum aa bhi gye,itni subha ane ko bhi nhi bola tha
murad- yeh toh meri mrzi hai mai jab chahe aa skta hu
faraad- chlo sham mein milte hain mai office ja rha hu
rina- beta breakfast to krlo
faraad- mama office mein hi krluga i have something very important to work on
rina- ok
murad- ese kese bhai,office hi jana tha toh merko kyu bulaya apne
faraad- fine jaldi aa jaunga ok,filhal bye everyone
ayena- bhai mujhe bhi le jayein,aaj driver off pe hai
faraad- ok come on
ayena- bhai breakfast to krlu
faraad- canteen se kuch khaa lena ab chlo
ayena - ok bhai
other end_
sarah in office at 9.30
sarah- aaj us khadoos ka koi ata pata hi nhi hai mai usse pehle pohnch gyi hu waah kya baat hai miss sarah rashid
faraad reached at 10.00 am
faraad saw sarah at her cabin working
faraad- waah kya baat hai miss sarah aaj aapki tabiyat toh theek hai na itni jldi office mein aa gyi aap
sarah- haan lekin hmare boss late hain,unki tabiyat khraab lg rhi hai
faraad- toh meri mrzi hai mai jab mrzi aau,and i m totally fine
sarah- haan ye toh hai
faraad went to his office smiling
faraad to himself sitting on his chair
ye ladki toh na roz koi naya surprise deti hai,kabhi kabhi sarphiri or kabhi itni serious, immediately realized he was smiling then he changed his expression and again said to himself,huh,mai pta ni kyu iska sochta rhta hu vse kuch toh alag hai isme,mene schi me pagal ho jana hai dubara dubara isi ke baare me sochne lg jata hu
University_
umair- ayena aap itni late kese ho gyi apko pta hai na 9 bje ki timing hai
ayena- haan woh mera cousin aya tha or driver ki chutti thi isliye bhai ke saath ayi thi
umair- oh you mean faraad bhai
ayena- haan
umair- ok, vese kafi workaholic hain woh
ayena- haan lekin baba ka business nhi tha koi ,unhone sab apni mehnat se kiya hai
umair- matlab ki unhone uncle ka business takeover ni kiya
ayena- baba ki business tha hi kab jo vo takeover krte
umair- khair,aap batayein apko kya pasand hai
ayena- mujhe books padna boht pasand hai or novels
umair- aap meri behan ifrah jesi hai
ayena- acha woh kese
umair- serious, intelligent or sensible bhi
ayena- oh thankyou,lekin mai itni serious bhi nhi hu
umair- okk,chlein time ho gya
ayena- han han, ofcourse
sarah's House_
Hamad - ayesha tayaari karo ladke wale aa rhe hain aaj shaam ko
ayesha- lekin itni jaldi sab kese hoga
Hamad - arre sab ho jayega
ayesha- jii theek hai,toh mai sarah or umair ko bula lu,help ke liye
hamad- haan
other end_
sarah was working suddenly her phone rang
she picked up
sarah- hello
ayesha- beta ghar aajo ifrah ko ladke wale dekhne aa rhe hain
sarah- kyaa , ammi ifrah ki shaadi abhi nhi ho skti
ayesha- jesa kha hai kro tumhare baba ka faisl hai yeh
sarah- mujhe jo krna hai woh mai dekhlugi
sarah cut the call
sarah went to faraad's office
sarah- boss
faraad- ji miss sb khairiyat
sarah- aapse matlab
faraad- miss sarah aap shyd bhul rhi hai i am your boss and please,manners ok
sarah- ok sorry
faraad- ab batayein office aane ki koi khaas vjah
sarah- mujhe leave chahiye abhi
faraad- reason
sarah- personal matter hai
faraad- miss sarah i m the boss i need a valid reason to give you off
sarah- oh yeah, ladke wale aa rhe hai bina mrzi ki shadi ho rhi hai mujhe jald se jald ghr pohnchna hai
faraad- ooh,aapki shaadi ho rhi hai
sarah- ji nhi meri behen ki woh bhi zabardasti
faraad- thik hai jaiye but yaad rkhein sab sch ho jo aap kh kr ja rhi hain
sarah- sb sach hai
then she left
sarah reached at home
sarah screaming
ammi baba khan hain aap log
they rushed to living room
hamid- chilla kyu rhi ho beta
ayesha- we're here shor kyu mchaya hai tumne