Chereads / Pari dixit Poetry❤ / Chapter 2 - Tera Pyar

Chapter 2 - Tera Pyar

Tere Pyar Ke Har Ek Ehsaas ko

Aaj bhi mahsus Karte Hain

Aaj Bhi TujhSe Beinteha

Mohabbat Karte Hain

Kyon Bewafa Ho Gaye Tum

Kyon Chhod Kar Gaye Tum

Yah to mujhe nahin pata

Bus Itna Janti hun

Tere Liye Mera Pyar Na Kabhi Kam hua tha

aur na hi hoga

Rishte wo nahi Jo Sath rahakar Nibha a jaye

kuch Rishte Aise Bhi Hote Hain Jo

Milo Dur rahakar bhi

Ek dusre ke liye Jeete Hain

Ek Bada kiya tha Khud se

Nahi Hogi Mohabbat Kisi Aur se

Aaj Fir se usi wade ko Karti hun

Nahin Hogi Tere Siva Mohabbat Kisi Aur se

Wajah Tu Nahin Shayad Tera Jhutha pyar tha

jismein Nahi honi Diya Mujhe Kisi Aur ka

Pata Tha Mujhe ki to Ek Din Jarur badlega

Aur yah bhi Pata Tha Ki Tu Mera Nahi hai

Aur na hi Kabhi ho sakta hai

Fir Bhi Hamesha Tera Saath Dene Ka

Wada Kiya Tha Khud Se

Ki Kabhi Tera Sath Nahin Chhodenge

log sach Kahate Hain

Shayad aaj kal Logon Ke Dil

Bahut jaldi Bhar Jaate Hain

Tab log Dur Jaane Ke Bahane

Dhundhne lagte hain

Jin Se kal tak baat karne ke

Bahane dhundha Karte The

Aaj Unse Baat Na karne ke

Bahane dhundhne Lage ho

Aur Vahi ehesaas tujhe hua

Shayad Tu nahi hai Mera

To tune Itni duriyan banaa Li Mujhse

Ki Tera HAL Tak Bhi Na poochh Sakun

Tujhse Kaisa hai tu kahan hai

Kuchh pata nahiMujhe

Per Ek Sawal Jo har roj puchti hun

Khud Se

Kya Har Bar Ki Tarah hi is bar bhi

Wapas Aaoge Tum

Magar Shayad Nahin

Kuch Rishte gumNaam hi Rahe

To hi Achcha hai

Waqt Nahin Lagta Logon Ko

Badnaam karne mein

Mohabbat Bhi Badi Ajeeb chij Hai

Janab

Kisi Ne Mujhse Pucha Ki Mohabbat Kya Hai. Main Hans Kar Kaha Mohabbat vo Nahin Jo Tumhe Mera bana de Mohabbat vo Nahin Jo Tumhe Mera bana de Mohabbat To vah Hai Jo Tumhen Kisi Aur Ka hone Hina De.