Chereads / MY LIFE ❤️ / Chapter 4 - Tenth ka saal

Chapter 4 - Tenth ka saal

Dekhte dekhte hum 10 ve may aagai pata nahi chala ki time itna jaldi chala gaya ....ab to dil karta ki kash ya time ya hi ruk jaee ku ki hum paper solve kar Kay thak gaye ....bass ek insaan thi jo zindagi kay lutf uta rahi thi ....or kon ho sakti wo hmmm.... Rizokaoo hai wo insaan....

Ek din hum saath tiffin khate khate baat kar rahe thi ki kis ka Kay dream hai ....may bole may to teacher banogi q ki meri wa sab teacher hai..... aaynosha bole Kay mujhe bhi teacher banna hai par ... meri wa zada nahi padate... meri didi ko to 10 ve tak padhe hai....or Rizokaoo tum ko Kay banna hai...(Shenowa boli).... Kay may (Rizokaoo boli) mujhe to bass shadi karna hai ya padhai kar Kay kuch bhi fayda nahi hai Kay karungi padhai kar Kay baad may to kitchen sambhal na hai na

Nahi.....nahi....ya tum Kay bol rahi ho (shenowa nay us ko zor se bola ).....tum na kuch bhi shoch to hoo....

Aagar hum padhai kar Kay kamyaab hogi to tumhara kaam aaenga... baad may...

(Rizokaoo boli ) Haa baba thi hai ....