mai intejaar karu , tu aas kare.
mai behaal maru, tu pyaas kahe.
mai jhijhakta rahu , tu anjaan rahe.
mai saath rahu na rahu , tu aabaad rahe.
mai kya kahu , tu aaj me rahe.
chlo na chalte hai us raah me , jaha mai or tu rahe.
chalo milta hu us insaan se , iske leya tu anjaan rahe.
batata hu unko bhi , kya hai teri.
tu sakh nahi puri puraan hai .
mai kya kahu tu kab se to mera kuraan hai.
isaq na kaho ye , intejaar hai.
mera ye haal na kaho, ye teri kami ka anjaam hai .
tjhe pana hi ab mera khuraak hai.
kyu dhundhte ho khudko albele,
abhi tere jindagi me aayega ek Prabhatya hai .