Chalo aaj tumhe mera beeta kal dekha Lata hu.
Fir un raftar si kashti me gote khata hu .
Ha bharosa karna mushkil hoga ,
Chalo aaj aapne haatho se mere yaad ka kheer khelata hu.
Jante to ho mujhe , aaj aapne bhavnaaye batata hu.
Ek raat aaisa aaya hai , chalo aaj fir Tut kar dekhata hu.
Mai aaj aapne baare me batata hu.
Kabhi jana hoga mere pass se to chale jaana ,
Mai rokna cahu to thoda theethak kar daur jana .
Mat aana pass mere ,
Per chalo aaj mai aapna kauf batata hu.
Chalo aaj tumhe mera beeta kal ghuma Lata hu.
Aakho se baate karke khatam kar deta tha mai.
Jo jasbaat jagte the unhe kashtiyo me baha deya karta tha mai .
Be wajah hi aaj ruk ke baitha hu.
Chalo mere kal ghuma ke Lata hu.
Vo galiya vo thand , tere aakho ko dekhne ke leya ,
Mere paddle o ka mridang .
Mai aaj bade dino baad kho aata hu .
Chalo naye kisi ki baat batata hu.
mere baato ko piro kar vo Shayari banati hai .
Aaj nahi to kal chala jau to ,
sirhane khud Baith kar sulati hai .
fir bhi sari baat mai uski bhi kaha bata hu...
Chalo Aaj nayi galiya mai sang GHuma Lata hu