ab piya iss baat ka faayda udtai hai ab aryash ke mobile par megha ka call aata hai jise piya bahut gussa ho jaati hai aur usko message karti hai ki main kisi kaam ki wajah se bahar gaya hu aur kal aaunga aur megha convinced ho jaati hai ab piya aryash ke saath sex karti hai puri raat now next day jab aryash ki eyes open hoti hai toh aryash apne aapko piya ke saath pata hai aryash piya ko puchta hai ki kiya hua hai piya drama karne lagti hai ki usko kuch yaad nahi hai aur aryash uski baaton par believe nahi karta hai balki natak karta hai us par believe karne ka aur piya convinced ho jaati hai