Chereads / pavitra bhagya / Chapter 9 - megha is jealous

Chapter 9 - megha is jealous

ab piya bhi wahi par rukne ke liye ready ho jaati hai ab megha and aryash piya ko lekar shopping mall jaate hai jaha par piya shopping kar sake ab aryash , megha and piya teeno nikal jaate hai aur waha par puch jaate hai megha washroom chali jaati hai aur aryash and piya dono shopping karne lag jaate hai aur saath main haste bhi hai aur masti bhi karte hai ab megha aa jaati hai aur dono ko saath hasti masti karte dek megha ko jalan hone lagti hai aur aryash and piya ke beach main aa jaati hai aur ab teeno shopping karte hai ab megha woh baat bhool nahi paa rahi thi