Download Chereads APP
Chereads App StoreGoogle Play
Chereads

Tarah Dewitt

The Crown's Fire

[Warning: r18+/strong mature content] Amidst the clash of desire and betrayal, who will dare to sacrifice everything for the sake of love? With the ability to foresee the future, Tarah could propel kings to unprecedented heights of success or plunge them into the depths of irreversible failure. But when her kingdom fell, Tarah was forced to offer herself into servitude to her captor in exchange for her brother’s life, becoming a spy in a dangerous game against Ezekiel, the future Dragon King of Ebodia. Haunted by a prophecy of his doom by a woman’s hand, Prince Ezekiel has meticulously avoided female company throughout his life. However, everything changed when he met Tarah, the new fated Seer of Ebodia. Initially only caring about ruling the world, Ezekiel now finds himself strongly enamored by Tarah, at the risk of losing sight of his own goals. Caught between safeguarding her brother's life and the growing affection for the domineering ruler, Tarah faces a dilemma. Will she navigate this dangerous path, risking everything for her heart's desires? ********* Excerpt: "You can't escape me. There's nowhere in this world where you can hide from my reach," Ezekiel whispered, his breath warm against her neck. Her throat tightened as his lips grazed her skin. With a firm yet gentle grip on her chin, he tilted her head, urging her to meet his intense gaze, causing her heart to pound in her chest. "I'm here to make you remember every detail of the agony you've caused me," he declared. "Agony?!" she protested. "Yes, your cruel betrayal. Leaving me, breaking your promise..." ***** MAIN STORY STATUS - COMPLETED
Eustoma_Reyna · 1M Views

Realty of Islam

jab main chhota tha, to main islaam se pooree tarah se vaakiph tha. haalaanki mujhe isake astitv ke baare mein kuchh pata tha, aur yah tathy ki yah ek dharm ke roop mein maana jaata tha, mainne shaayad hee kabhee is naam ka naam suna hai aur na hee mujhe pata tha ki vaastav mein ek musalamaan kya tha. mere seemit gyaan aur saraasar agyaanata (mere shaantipoorn aur milanasaar pashchimee paalan-poshan ke kaaran) se, mera maanana ​​tha ki eesaee dharm, yahoodee dharm aur islaam vaastav mein vishvaas mein samaan the. sabhee kee paravaah kie bina, teenon dharmon ne ek hee bhagavaan kee pooja kee, haalaanki saamaany roop se dharmashaastr kee alag-alag maamoolee vyaakhyaen theen. baharahaal, mainne abhee bhee islaam ko ek saumy dharm maana hai, jo yahoodee dharm aur eesaee dharm kee tarah, duniya mein shaanti, sadbhaav aur saamanjasy laane ke baare mein prachaar karata hai. nishchit roop se, islaam aapake padosee se pyaar karane aur sabhee maanav jeevan ka sammaan karane ke lie aagyaon se bandha hua vishvaas tha? main avishvasaneey roop se bhola tha. main apane shuruaatee 20 ke dashak mein tha jab ek vishesh ghatana ghatee jisane duniya ke prakshepavakr ko sarpil avastha mein badal diya aur aaj yah ban gaya hai. 11 sitambar, 2001 ko, mujhe spasht roop se yaad hai ki der raat bistar par baithakar teevee dekh raha hoon. main apane deepak tak pahunch gaya, bas prakaash band karane ke baare mein jab achaanak ek samaachaar buletin mere teleevizan set - amerika par "hamala!" mera dil daud gaya, aur mera pet doob gaya kyonki mainne un do shaanadaar gaganachumbee imaaraton ko dekha, jo amerikee svatantrata aur vitteey saphalata ke prateek the - meree aankhon ke saamane girakar. samaachaar enkar ne apane aansuon ko vaapas le liya, jo ek ashubh chuppee ke saath aage badha
Seyyed_Aamir · 14.3K Views

Najul Balgha

Imam Ali a.s Biography Nehjul Balagha Khutba 1 Extracts From Nahjul Balagha in Urdu 1. Hazrat Ali AS: Tamam hamd Us Allah k liay hai jis ki madah tk bolnay walon ki rasaai nhi. Jis ki naimaton ko ginnay walay gin nhi sktay. Na koshish krnay walay Us ka huq ada kr sktay hen. Na buland parwaaz himmaten Usay paa skti hen. Na aql o fehm ki gehraeeyaan Us ki teh tk puhanch sakti hen. Us ki zaat ki koi had muayyan nahi. Na Us k liay toseefi alfaaz hen na Us ki ibtedaa k liay koi waqt hai jisay shumar men laaya jaa sakay, (Khutba 1 Nehjul Balagha) Hazrat Ali AS ne farmaya:. Allah ki koi muddat nahi hai jo kaheen par khatam ho jaey .Khuda ne makhlooqaat ko apni Qudrat se paida kya, apni rehmat se hawaaon ko chalaya, thartharati hui zameen par paharon ki maikhen (keelain) gaareen. Deen ki ibteda Us ki maarfat hai, kamala e maarfat Us ki tasdeeq hai, Kamaal e tasdeeq Toheed hai. ( Khutba No 1 Nehjul Balagha) Hazrat Ali AS ne farmaya: Jis ne ye kaha k Khuda kisi cheez men hai us ne Usay kisi shay k zaman men farz kar lya, jis ne ye kaha k wo kisi cheez par hai us ne aur jaghen Us se khaali samajh leen. Wo hai, hua nahi hai, mojud hai magar adam se wajud men nahi aaya. Wo har shay k saath hai na jismaani itesaal ki tarah, Wo har cheez se alehda hai na jismaani doori k tor par. Wo faael hai leken harkaat o aalaat ka muhtaaj nahi. (Khutba No 1 Nehjul Balagha) Hazrat Ali AS ne farmaya :Wo is waqt bhi dekhnay waala tha jab k makhlooqaat men koi cheez dikhaae dainay waali na thi. Wo yagaana hai is liay k Us ka koi saathi hi nahi hai k jis se Wo maanoos ho aur us ko kho kar wo pareshaan ho jaey. Is ne pehlay pehal khalq ko ijaad kya baghair kisi fikr ki joolaani k aur baghair kisi tajarbay k jis se faaida uthanay ki Usay zaroorat pari ho aur baghair kisi harkat k jis ne Usay paida kya ho aur baghair kisi walwala o josh k jis se Wo baitaab hua ho. (Khutba No 1 Nehjul Balagha) Hazrat Ali AS ne farmaya : (Khuda ne kaainaat banaaty waqt) Har cheez ko us k waqt k hawalay kya. Be jor cheezon men tawazun aur hum aahangi paida ki. Har cheez ko judaagaana tabiyat aur mizaaj ka haamil banaya aur tabiyat k liay munasib sooraten zaroori qarar deen. Wo in cheeezon ko in k wajood men aanay se pehlay jaanta tha. In ki hadood e nihayat par ahaata kiay huay tha aur in k nafoos o aazaa ko pehchaanta tha. (Khutba No 1 Nehjul Balagha) Hazrat Ali AS ne farmaya: Paighamber S.A.W.W ne tumharay Parwardigaar ki kitab tum men chori hai. Is haalat men k unhon ne kitab k halal o haraam,waajibaat o mustaahibaat,naasikh o mansookh, rikhs o azaaaim,khaas o aam, ibr o imsaal,muqeed o mutlaq, muhkam o mustashabeh ko waazey tor par bayaan kar dya hai. Mujmil ayaton ki tafseer kar di hai (aur) us ki guthiyon ko suljha diya hai.(Khutba No 1 Nehjul Balagha) Hazrat Ali AS ne farmaya: Us (Khuda) ne apni makhlooq men se sun’nay waalay loge chun liay jinhon ne Us ki awaaz par Labaik kahi aur Us k kalaam ki tasdeeq ki wo anbiya ki jaghon par tehray (aur) arsh par tawaaf karnay waalay farishton se shabaahat ikhtiyaar ki.(Khutba No 1 Nehjul Balagha
DaoistYUcXMo · 1.4K Views
Related Topics
More