Chereads / JINNAT / Chapter 2 - JINNAT

Chapter 2 - JINNAT

Ek samay ki baat hai teen Bhai the bhai the teen Bhai the ek pahle ka naam Aman dusre ka naam Kabir aur teesre ka Naam imran tha teenon unke ghar ke side mein teen Ghar the jo abhi ban rahe the unke do dost the ek ka naam Daud aur dusre ka naam Ibrahim donon abhi chhote the vah paanchon ek din Mal dariya Khel rahe the ball Ghar mein Chali gai Aman ne kaha ki main ball lekar aata hun Aman Jaise hiball lene ke liye jhuka usse mahsus hua ki uske piche se koi Gujjara usne ball nahin uthai thi aur vah piche ghuma piche ghuma to usne dekha ki koi khada hai ab vah soch mein pad Gaya abhi Sham ka waqt hai to yahan per ghar mein kaun ho sakta hai usne sirf abhi aankh band karke Kholi. itni der mein vah samne jo dikh raha tha vah gayab ho gaya Aman yah dekh ke chauk Gaya vah ball lekar bhaga aur usne yah baat Kabir aur imran ko batayi Kabir aur imran hansne Lage Fir Aman ne kaha ki ab main vah Ghar mein nahin jaunga Kabir aur imran ne kaha ki yah tumhara bhram hoga agale din Sham ka waqt hi tha aur bol fir se ghar mein gai to imran Lene Gaya.imran ke sath bhi yahi hadsa hua usne yah baat imran aur Aman ko batayi . To Aman bola ki maine kal kaha tha ki vahan kuchh hai to fir Kabir bola ki yah Tum donon ka bhram hai Aman aur imran donon ne Kabir ko bahut samjhaya Lekin Kabir vahi man raha tha ki UN donon ko bhram hua hai ab donon yani Aman aur imran donon ne na kah diya ki vah yah Ghar mein nahin jaenge agale din vahi waqt tha Fir se vahi hadsa hua lekin is bar kabir b ball Lene Gaya Kabir ko bhi Aisa Laga ki koi tha lekin vah yah sab chijon mein manta hi nahin tha ab vah log ne socha ki ab ham yah Ghar mein nahin jaenge Fir uske agle fir se ball

Ghar ke andar Chali gai ab vah teenon ne socha ki sath mein jaenge vah teenon andar Gaye to imran bol lene ke liye jhuka aur Kabir ,Aman donon thode dar rahe the Fir woh log ko Aisa Laga ki yahan per koi hai ab Aman khidki se kud ke bahar aaya imran aur Kabir darvaje se bahar aaye Aman Jaise hi khidki se bahar aaya to vah gir Gaya ab vah log ne socha ki ab kuchh bhi Ho jaaye ham yah Ghar mein nahin jaenge Aman ko bhi pata nahin tha ki usko upar ek napak jinnat ka saya ho gaya hai ab Jaise hi vah ghar ke pass jata hai usei chakkar aane lagte us nei khelna band kar diya

Ek din vah teenon apne ghar ke bahar baithe the aur unke sath Daud Ibrahim bhi the Daud aur Ibrahim ko yah baat pata nahin thi vah log namaz

padhne ja rahe the Dawood aur Ibrahim ne kaha ki ham bhi aaenge lekin Aman ne na kah diya ab vah donon Daud aur Ibrahim Jeed pakad kar baith gaye the ke ham namaj padhne jaenge hi Fir Aman ne unhen hi baat batai kyunki Jahan Daud Ibrahim ka ghar tha uske samne hi vah Ghar tha jismein unko saya dikha ab yah baat sunkar Daud aur Ibrahim thode dar gaye to abhi vah log ne kaha ki ham to namaz padhne aayenge hi to Kabir ne kaha chalo namaj padhte hain lekin ham tumhen tumhare ghar per nahin chhodenge kyunki ham namaj padhakar ham dusri jagah khelne jaenge Dawood aur Ibrahim ne kaha ki aane do aane do use ham bhi to dekh lenge kaun si mitti ka banaa hai Kabir ne kaha ki vah kya hai hamen pata nahin kuchh nahi pata hai. jaisa aatma ya to Jinnat bhi ho sakta hai lekin Dawood Ibrahim ne yah chij Ko najar andaaz Kiya Fir vah log namaz padhne Gaye mass padhne ke bad Daud aur Ibrahim ka natak shuru ho gaya unhone kaha hamen yah sab chijon se bahut dar lagta hai Aman gusse mein Aag babula Ho Gaya aur usne kaha ki ham namaj padhne se pahle English mein bol rahe the ki kuchh bhi Ho Sakta hai to Daud aur Ibrahim ne kaha sorry !sorry!tum please chhodne aao hamen .Aman ne na kah diya Lekin imran ne kaha ki chalo chhod dete Hain imran Daud aur Ibrahim ko chodne Gaya Aman ne Na keh Diya ki main chhodne nahin aaunga imran chhodane Gaya imran aage badh Raha tha uske piche Kabir tha aur uske thodi dur piche Aman khada tha ab Kabir ko bhi dar lagne Laga to Kabir ne kaha ki main yahan per khada rahata hun imran Tum Daud aur Ibrahim ko ghar chhod do Aman ne dekha ki Kabir Jahan per khada hai uske baju mein streat light hai aur vahan Kabir ka hi saya tha Lekin uske kuchh hi der baad vahan dusra saya aaya aur vah Kabir ki taraf badh Raha tha Kabir to vahi khada tha lekin vah saya uske pass a raha tha Aman ne jor se chikha aur kaha Kabir vahan se hato to kabhi piche muda aur use bhi dikha yahan koi saya uski taraf badh Raha hai to vah vahan se hat Gaya aur Daud aur Ibrahim ne yah cheekh suni to vah bhi dar gaye aur vah ghar mein bhag Gaye unhen dusri koi jagah nahin milti khelne ke liye agale din vah vahi Ghar ke samne khelne lagte Hai Kabir ke hath mein ball thi usne imran ko ball bahut jor se Maari aur imran ka Dhyan to vahi Ghar ke upar tha aur aapko to pata hi hai ki jab naya ghar banta hai to kitna sara saman hota hai jaise ki cement ki body marble vagaira ab imran ki najar marble ke upar jaati hai vahan per usse ek saya dikhta hai jo uska tha hi nahin vah Jaise hi bolane jata hai Dharam awaaz aati hai yah awaaz do imran ko bol lagne ki hai use bahut jor se bol lagti hai imran Aman ko kehta hai aur Aman soch mein pad jata hai imran use puchta hai ki kya hua? kya soch rahe the? To Amal ne kaha ki jab Tum donon apne gaon gaye the tab main apne ghar mein ek gubbare se khel raha tha tab. Maine gubbare jor se maara vah gubbara ud ke vah khet mein gir Gaya main vah khet mein gubbare ko Lene Gaya aur main vah gubbare ko lekar bhi a Gaya lekin uske agale din mujhe bahut khatarnak wali bimari Hui Jo tu tumhen abhi tak kisi ne bataya nahin kyunki tum abhi chhote Hain yah sab chijen thodi jante Hain ki kya hoti hai main vah time per Chhota to bhi dukhta tha kuchh kar hi nahin Sakta tha mai re mummy ne doctor ki Salah Li doctor ne dawai Di uska bhi asar nahin hua Fir 15-20 dinon baad vah bimari theek Hui aur uska agale din Tum donon gaon se wapas aaye ab tumhen vah saal to yad hoga ke tab sirf Ghar ban rahe the to Kabir aur imran ne kaha ki hamein yad hai to Daud Ibrahim ne poochha ki kya hua tha to Aman ne kaha ki jab yah teen Ghar ban rahe the tab unka sirf ek sidha platform taiyar tha ab ham vahan per Khel rahe the ab aur Achanak se piche se awaaz I to humne dekha ki ek badi si bhains a rahi hai imran bahut patla tha isiliye vah bhag ek mitti ke dher ke piche chhup Gaya Kabir ko mauka mila to Ghar mein chala Gaya ab bhains ke samne sirf Aman thaman ke piche daudi aur Aman dauda Apne Ghar ki taraf ab niche khada aaya Aman vah usse kuda khadde ke use paar bahut mitti thi vahan per vah fisla . Per usne apne aap ko Sambhal liya bhains Ko bhi khanda dikha vah bhi khuda aur uska pair fisal Gaya aur gir Gaya us din Aman bahut dar gaya tha aur yahan per jinnat chapter 1 khatm hota hai.

OVER

JINNA CHAPTER 2 (JINNAT KA BADSHAH)

COMING SOON