Chereads / Khushi ke khatir / Chapter 3 - Chapter 3

Chapter 3 - Chapter 3

Ek sham takreban 6 se 7 baje ka waqt tha .

mene apni pasandida larki se apne piyar ka izhar kiya, pehle to wo apne keemte anson bahana shuru ho gae kyu ke mein ne us se apne piyar ka izhaar kiya... jo us ke lea pehle baar tha ... aur mere lea bhi .... wo bhi mujhe pasand kati the .... !

Wo shayad khushi ke anson the .... !

Us ke ankon mein anson dekh kar mere bhi anken nam ho gaen aur mein bhi rona shuru ho gaya ... ke mein ne usse rula diya ... !

pehle pehle to us ko yakeen na aya aur pochne lagi ; " tum sach mein mere se piyar karte ho ...? " ; " tum un ke tarah to nahi ho na jo esa prank karte hen ?" ; " kiya tume mujh se sachi muhabbat hai ... ? "

Mene pehle to us sesare sawalon ka jawab diya ; " han mein tum se sach mein piyar karta hon.... ! " ; " nahi mein jesa nahi hon hon ... and my love is real .... ! " ; " jee han mujhe tum se sacchi muhabbat hai ... ! "

Mujhe us se shayad muhabat nahi ..... Ishq tha ! 

us ke ankon mein aur ansoon aa gae aur sath us ko dekh meri bhi ankhen anson se bhar aeen...us sham ham dono pehle baar sath roe... aur mere lea wo yaad ek gaar ban gae... !

Wo sham mujhe aaj bhi yaad hai ... wo jazbat ... wo khushi ... wo baten ... wo muskurahaten ... aur wo har ek pal jo mene us sham guzara !

us ke baad ham dono ne ek dosren se khob saren baten ke aur us din ham ham dono he bohot khush the , ham ne pori raat baten ke aur yaha tak ke gurob e aftaf kai baad bhi baten karte rahe... 

aur nend mein mashgool hone ke baad es dosre ko allah hafiz bol kar dono sone chale gae ... !

ussu din jab soraj apni urooj par tha tab phir us ka message aya aur phir se ham ne khoob baten karen aur Waqt kab guzar gaya ppata he na chala aur raat ho gae ... !

us ke sath mujhe waqtka pata he na chalta tha aur kab din se raat ; raat se din hojata kuch pata na chalta .... ! 

ham esa the jese hamri dunya mein waqt nami koi cheez he na ho ! 

Aur phir is ke thek ek hafte baad wo howa jo mein kabhi nahi bhol paonga aur shayad na wo ... !