Apne sapno ke taraf bhakte bhakte ghar ka raasta hi bhul gaye hum
Ghar ki raunak se ghar ke mehmaan ban gaye hum
Ab Naaa milta maa ke hath ke jaisa khana kahi
Aur naaa milta apno ke jaisa pyaar kahii
Ab rozana ek dusre se milne wale bas phone pe hi mulakat kar lete hai
Aur yuhi apnoo ki yaadon mai samaye bita lete hai