Download Chereads APP
Chereads App StoreGoogle Play
Chereads

Aik khwaab

Fake_Eyes
--
chs / week
--
NOT RATINGS
1.3k
Views
Synopsis
Khwaab to khwaab ha band ankhon se ziada khuli ankhon ma paiey jaaty h

Table of contents

Latest Update2
Nafs2 years ago
VIEW MORE

Chapter 1 - Nafs

Is duniya ma na jany kitny log aaty han or na jany kitny log jaaty hn . Hr koi apni zindagi ka safer kisi na kisi khwaab se, khuahish se shroo krta ha. Mager ya koi ni janta k manzil tk pohnch paiey ga ya nhi . Zindagi ki is dorr ma sab apni apni khushishaat ma lgy hoty hn . Q k agr koi ya jan k ya sab nafs se jura ha or nafs insaan ko tabah krdeta to koi bhi khuhasihaat na paida kry . Mger jhan is baat se iqraar kia jaata ha to whn aik nazriya ya bhi ha k zinagi ka safer tah krny k liay khwaab khiyaal or khuahishat ka sahara lena prta. kuch aisi hi aik choti si kahani bayan kroongi aik nanhi si zindagi se la kr us zindagi tk jhn log ake thak jaty hn. Ya khani us lrki ki ha jo paida hoi aik choty se shaher k choty se muhally ma. lekin uski prwarish asy ki gai jesy wo duniya ki sab se ameer lrki ho . Paidaish se la kr hosh sambhalny tk wo hatheli ka chala bni hoi thi . Hosh sambhalny ka baad usny nay khuahishaat ko parwaan dia . Jabky wo janti thi k uski hodood kia hn bht saari chizon ka shok rkhti thi lekin wo ya ni jnti thi k bachpan ma mngi hoi chz to mil jaaty ha lekin hosh ma aany k baad hr chz k nafs k mutabik sochna chaaiy . Bazahir wo bht samjhdaar thi . Hr kam ma phl krti . Lekin gussa bhi usmy bht tha wo kisi ki baat bardasht na kr paati or bila jhijhak bol deti sab . Baaz dafa amjhdaar loog bhi apny nafs se maar kha jaty hn . Wo jesy jesy bri hoti gai uski khuaishat bhi brhny lgy ,lekin wo ya bhi janti thi k izzat hath ma rkh kr khushiaat poori krna aik achy insaan ki khoobi ha. Zindagi ma bht se mor asy aaiey jhan wo bhatki mger wo aik zaat pr yakeen rkhti thi allah . Wo apny nafs k mutabik kuch bhi kr to leti mger drti thi k khin uska gunah bhaari na pr jaiey . Wo apny allah pr yakeen bhi rkhti thi , mger agr nafs se mutallik galt kr beithti to roti thi k khin uski ya glti uska gunah na ban jaiey , k khin allah us se narz na ho jaiey . Usy is baat ka achy se maloom tha k allah paak hamesha uska saath dety hn .kbhi logn k samny jhukny ni dety uski izzat ki hifazat krty hn . Ya sab jhnty hoay bhi wo nafs k hahon kuch galt kr beithti thi . Or phir allah tallah farmaty hn k jo shakhs sab kuch jnty hoay gunah kry uski ki koi balhshish nhi . Wo ya soch kr hamesha peechy hat jaati mger phir se kuch aisa kr beithti jis se allah k samny sharmida ho jaati