Chereads / Problems with solutions / Chapter 1 - Middle class problemes

Problems with solutions

Yash_Solanki_4095
  • --
    chs / week
  • --
    NOT RATINGS
  • 2.4k
    Views
Synopsis

Chapter 1 - Middle class problemes

Ak ghar mein pati or patni or oonke 7 bacche sabne oonse kaha itne bacche karliye eenko paaloge kaise toh fir pati ne kaha Oon logo se mere na ristedaar hai na koi apna agar mein mar bhi jaunga toh meri biwi ko mere bacche itna khus rakehnge ki oosko ristdar ki koi jarurat ni padegi or jaise jaise bacche bade hote gaye waise waise oone papa ki tabiyat kharab hogai or itni kharaab ho gayi ki Oon 7 baccho ko paalne ke liye oonki patni ko kamane nikalna pada fir kya maa apne baccho or pati ko dekh kaam karne lagi oosne chai ki dukaan kholi or naasta samosa kachori ye sab bechne lagi fir ghar ki badi beti aage padna chahti thi toh wo gav chord aage ki padai ke liye saher aana chahti thi par 6 bacche abhi bhi bhot chhote the or maa akele kaise sabko sambhalti par maa ne beti se kaha tumhe jo karna hai wo karo par beta kabhi kuch galat kaam mat karna humesa sahi raaste par chalna fir badi beti waha akele aagyi saher mein fir oosne Sales ki job kari padai bhi dheere wo waha settle hogyi fir oosne gav se apni family ko bhi yaha Laane ka socha par maa ne kaha beta yaha par bhot logo ka karja hai hum nahi aa sakte sabko paise dene hai papa ki dawai or oonka ilaaj bhi toh yahi hai or bhot logo se paise udhaar lekar rakhe hai hum ni aa sakte fir beti bola ak kaam karo bhai ko bhej do oosko bhi yaha naukri dilwa dungi fir bhai bhi saher chal gaya or ab dusre no. Ki beti ki shaadi kardi ab t bacche bache the fir 3 no. Ki bahen ko bhi saher bula liya ab 3 bacche bache the ab maa ki bhi halaat kharab the fir....