Chapter 2 - sikaiyte.....

Zindagi tumse sikhaiyt kaisi

Gile sikwe to apno se hai

Naseeb to bura na tha

Use bura banane wale apne hai

Be-kasoor ho kar bhi

Muje kasoor bar therane wale apne hai

Naaz karti thi jin rishto pe

Un Rishto se Nafrat krwane wale apne hai

Roi na thi me kabhi is kadar toot kar

Ab har ek hasu-O-ki wajah apne hai

Maa ne kaha tha beta shamal kar Rehna gairo se

Lekin yahn to aastin me chupe saap apne hai

-Khan Fatima