Ab radhika phone karke yeh baat Atharv ko batati hai ab Atharv yeh baat sunker happy ho jaata hai ab woh hospital aa raha hota hai ki uska accident ho jaata hai jise sab log showked ho jaate hai aur uski car gai main gir jaati hai jaise yeh baat radhika and saadhvi ko pata chalti hai dono tood jaate hai ab sab log maan lete hai ki Atharv ab hamare beach nahi raha hai idher saadhvi bhi Atharv and uski family ko maaf kar deti hai aur radhika ko bhi ab radhika and saadhvi dono kanpur chali jaati hai after 4 years saadhvi gives twins baby girls simran and aadhya lekin radhika ne aadhya ko gud le liya tha ab dono happy happy rahte the now happy ending