ab dono delhi airport se cross path karke nikal jaate hai ab piya ka collage friend rishab mil jaata hai ab piya ko pata nahi hai ki megha rishab ke saath rahti hai ab rishab ko pata chal jaata hai ki piya ki shaadi ho chuki hai ab waha par aryash aa jaata hai aur piya waha se chali jaati hai ab piya rishab ko call karke coffee par bulati hai aur rishab waha par aa jaata hai aur piya rishab ko apne past ke baare main sab kuch bata deti hai rishab piya ka saath deta hai ab rishab bhi piya ko megha ke baare main batata hai iss par piya ko doubt hone lagta hai ki kahi woh aryash ki megha toh nahi hai yeh sun rishab piya ko megha ki photo dikhati hai aur rishab haa kar deta hai ab rishab megha ko call karke wahi par bula leta hai piya megha se milti hai aur megha piya ko dekher showked ho jaati hai