Download Chereads APP
Chereads App StoreGoogle Play
Chereads

hamari zindagi hamari kyu nahi

ЁЯЗоЁЯЗ│Parizha_Khan
--
chs / week
--
NOT RATINGS
3.4k
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - hamari zindagi pe hamara haq nhi hota

bacpan main log hame bolte hain tumhe ye karna hain bade ho kar par koi ye nahi bolta tumko apna dream pura karna hain .

adhi zindagi nadani main guzar gai baki logo ne hame itna samajdar bana diya ke nadani ko gunzais nahi ab ..

ladki ho ya ladka dil dimag feeling sab hota hain dono main farak log ladki ladke ka kar dete hain bas ladko ko badawa dete hain ladkiyo ko dabaya jata hain..

kuch yu he kahani ha ..

ik pari ki....bacpan main se dekha khuwab ko pura karne ki

junooniya sanak pagal pan par ye sab se badi ik cheez izzat jo har koi use ki utarne pe hota jab hum uhdna sheekte hain na bhut log aate hain hume girane ke liye ye to humpar hain humare phank kitne mazboot hote hain log khuwahiso ko mar kar zindagi guzarte hain par hum bhul jate hain khuwab dhek te ha hum tabhi ye zindagi zugarte hain warna insano ki basti main kab ka ik dusre ko mar diye hote .....

room main jab Ghutan hone lage to khirkiya khol dene Cahiye wese he dil ka hall hota hai main Bhi khirkiya khol Di ab to....

use dil ke khirki se jab main bahar dekhi To koi shaks mila jo muhje use room se bahar le Jane aaya tha main galat thi Aisha kuch nhi hota Koi tumhra dil tore tumhr chore tumhe barbad kar de....

bhut log aai g tumhr pass tumhra hall phuche gy aur hum bewakoofo ki tarha unlogo ko Apna hall yu bayan karte hain jise wo hamare apne Ho pat.....

....wo he log apka mazak banate hain apki dusro ke samne Inst karte hain...

aj kal door bhut Matlabi hain yaha to Khud zhakmi dil bharne ke liye log dusro Barbad tak kar dete hain.....

.......