ek ndi or ek andhera esa he jiske Jessa bnne ka mn aaj kl karta he
aaj fir es andhere me dub Jane ka mn karta ki kabhi fir nikal n ske
es andhere ki gahrai me kho Jane ka mn karta he ki fir koi jise khoj n ske
es andhere sa gahra ho Jane ka mn karta he ki koi chah kr bhi dekh n ske... ....
kyo aaj fir ndi bn bah Jane ka mn karta he ki
bs bahte hua dur nikal Jane ka mn karta he
chahe jmeen ho ya paharh ,patther ho ya kaate bs bah jaane ka mn karta he
kahno ko sb pass mere koi dur nhi
pr n jaane kyo koi apna sa nhi
hr vakt uska khyal rahta pr vo nhi jo chahiye
tu samne to he pr sath nhi
tu khas he pr pass nhi
ab n jine ki tamnna he
n Marne ki khvayish
bs jinda he pr vo hm nhi
sari Khushi usi se or gm bhi sare usne hi diye
hase bhi to uske karan or roye bhi to vajah vo hi the
khuchh dard mit jaate he
pr kuchh nasur bn umr bher rah jaate he
bah kr us Sager me kho jaane ka mn karta he ki n naam rah jaay n pahchaan
sbko kho kr us Sager me mil kho jaane ka mn karta he...