Download Chereads APP
Chereads App StoreGoogle Play
Chereads

KITAB GHAR

🇮🇳saifrashidkhan
--
chs / week
--
NOT RATINGS
5k
Views

Table of contents

VIEW MORE

Chapter 1 - KITAB GHAR

aj se takriban 5 saal pahle ki baat hai ki mukun apne mama ke yaha gawo gya mukun jaisi hi gawo mein gya uske mama jii apne jipsi se use received karne aaye mama jii gawo ke baare mein mukund ko btane lage btate btate mukund ki Nazar ek purani kothri par padi to mukund ne apne mama jii se us kothdi ke baare mein pucha to uske mama jii bole iske baare mein beta Ghar pe jaa ke Aram se baate karenge jab mukund mama jii ke haweli par pahucha to bola wow mama jii owsm waise kitne saaal purani hai apni haweli to uske mama jii bole beta tmhare par nana yani raja suryabhan sing ji ki ye haweli hai uske baad mukund naha dho Kar dinner kar Kar apne mama jii se us kothdi ke baare mein puchne laga bola mama jii waise us kothri ke baare mein apne btya nahi to uske mama jii bole beta ye baat tab ki hai jab Teri paidaish huwi thi o kothdi nahi balki ek kitaab Ghar hai to mukund ne bola u mean library mama jii o bole ha sahri Babu wahi uske baad mukund ke mama jii bole ki us waqt ek Master jii huwa karte the Jo baccho ko usi kitaab ghar mein padha te the ek din kuch badmash Master jii ke pass aaye aur unse unki jammen likhne ko bolne lage Master jii ke Mana karne par un badmasho ne usi kitaab ghar mein master jii ko kursi mein band kar us kitaab ghar mein aag laga diya kaha jata hai ki aj bhi master jii ki aatma us kitaab ghar mein Rahti hai uske baad mama jii sone chale gye aur mukund ko bhi bola ab o bhi so Jaye par mukund kaha itni jaldi sone Wala tha wo sochta Raha are bhoot pret kuch nahi hota sab bakwas hai ye Sab sochte sochte bola ab mein waha jaunga mukund ne adhi raat mein tej hawe thi halki halki barish bhi ho rahi thi mukund chal pada us library ki or tabhi raste mein usse ek Nadi Mila Jo bhat purana tha ab o sochne laga ab isko kaise par karu tabhi Nadi mein kuch sarart huwi aur kisi ki awaz aai ooe bacchwa bacchwa kaha jayeke haa tohra itni Raat ke darr ke mare jab mukund be dekha to o Ek nawo Wala tha wo bola kahi nahi chaha bus o us kinare par Jana hai o bola kono baat nahi bacchwa awo ham chor debat haai mukund nawo par baith gya bich Nadi mein nawo Wala ruk gya aur fir aur fir usne pani mein nawo paltna suru Kar Diya mukund chiila ne laga bachawo bachawo tabhi mukund ki nind khul gai mukund Ek lambi sans leke paani pikar fir sochne laga aur ab mukund us library ki traf chal hi pada jaisa usne sapne mein dekha that mousam ekdam waisa hii tha fir waise hi Nadi fir wasi hi awaz o bacchawa kaha jaye ke ho Tora mukund darr gya aur bola kahi bich Nadi mein marr to nahi dega ye khair o sapna samjh ke us nawo par o bath gya us nawo waale ne us paar lejakar mukund ko chod diya aur fir waha se Chala gya mukund bilkul us library ke Bahar khada tha himmat Kar ke mukund library ke andar ghusa to usko sab Normal laga aur hasne laga hahaha kah makha mama jii Dara rahe the jab mukund jaise hi library ke bahar Jane ke liye kadam rakha apne ap us library ka darwaja band ho gya aur door koi kursi par jhulta huwa koi aadmi bola kahe aaye ho be is library mein mukund to pahle darr gya fir himmat Kar ke bola kuch nahi ja Raha huu to o aadmi bola aise kaise bhaag jawo ge bacchwa uske baad o aadmi Aya aur fir mukund ka gala daba Diya jaante ho o aadmi kon tha mukund ka mama mein hu saif ap sab ko dhanyawaad