Ek vakat tha jab me be imthehan paayar karta tha, ab to Tum khud mohobat banke chali aye to ab Farq nahi padta
Ek vakat tha jab me tumahari Parva karta tha, ab Tum mere khatir fana bhi Ho jaye to ab Farq nahi padta
Ek vakat tha jab me hazaro message kiya karta tha or koi kaam dhanda na tha mera Bus din bhar Tera last seen dekha karta tha ab tu sunn Le ab to saal bith gaya hai visit kiya hue Tere profile ko, Ja ja ab tu chobies jante online Ho Ja ab mujhe Farq nahi padta,
Ek vakat tha jab tumse bichad Jane ka Daar laga rehe ta tha ab tu Kai chhod na de is khayal se me sema sema sa rehe ta tha Lekin ab sun le ab sun Le ki Itna zalil hua hu Tere Ishq me itna zalil hua hu Chhodne Jane ki baad se ab Ek kya Soo martaba chhod jaye to ab Farq nahi padta Ek vakat tha jab tumse paayar karta tha
Ek vakat tha jab Tere bin Ek Pal bhi nahi rehe sakta tha beChen jumShuda akele pan se dar lag ta tha ab sun Le ab sun Le ab to itna vakat Juzar chhuka hu is akele pan me ab sun Le da umar tak akela Rehena pad jaye to ab Farq nahi padta Ek vakat tha jab me tumse paayar karta tha
Ek vakat tha jab tujhe koi chu le Khoon khol utha or is keliye Kai dada in hava ho se ber Pala karta tha are Apne husne ke Siva Kuch nahi hai Tere pass agar to ja to Ja Hum bistar bhi Ho jaye to mujhe Farq nahi padta Ek vakat tha jab Tujhse paayar karta tha
Are Apne husn ke sivahi Kuch nahi hai Tere pass agar to Ja ja Hum bistar bhi Ho jaye to mujhe Farq nahi padta itna krodh kiya is miti Jism per ja ye Tera Jism kisi or ka Ho jaye to mujhe Farq nahi padta Ek vakat tha jab Tujhse paayar karta tha
Ek vakat tha jab Tere liye khuda se manate mang ta tha mujhe khud ko to Kuch Chhaye hi na tha Sirif Tere liye apne khuda ko azmata tha Lekin ab sun le ab na me zukta hu na puch ta hu kisi ko ab bhale Tum khuda banke ayo to mujhe Farq nahi padta Ek vakat tha jab Tujhse paayar karta tha
Ek vakat tha jab sher likha karta tha Tere liye or Suna ta tha mefilo me are ab to arse baad likhi hai adhuri si Khanai tujh pe ab sun Le agse Kuch na likhu to Muje ab Farq nahi padta Ek vakat tha jab me tujhse paayar karta tha ab agse Kuch na likhu to Farq nahi padta batana agar mujh jesa koi mil jaye to agar Ja ja ab tu oro ko azmale mujhe ab Farq nahi padta Ek vakat tha jab Tujhse paayar karta tha
Ek vakat tha jab tuze hazaro ke Bhid me pehechan liya karta tha dupate me hoti to akho se pehechan kar liya karta tha ab nigha Ho se ojal kiya hai Mene tujhe ki Kuch is kadhar Bhid me Bethi hui sun bhi rahi hai to mujhe Farq nahi padta Ek vakat tha jab Tujhse paayar karta tha
Kher fir bhi karta hu sukhriya Tera tuze khone se Mene bohot Kuch Pa liya hai nazme jazale shayaria sab mil gai hai mujhe or inho ne to galse se Lagaya hai ab to mujhe Sune vale bhi hai Chahane vale bhi hai daat Dene vale bhi hai lekin tu ab sun Le ki ab to me itna bekhof Ho gaya hu ab ye sab chhod jaye to ab Farq nahi padta Ek vakat tha jab Tujhse paayar karta tha, ab ye sab bhi chhod jaye to Farq nahi padta are Vo dhai me mast Ho gaya hai Tera chirag itna are khud hi mast Ho gaya hai itna kI ab koi aye ya na aye Farq nahi padta ab Farq nahi padta, Kher chahata to nahi tha ki tuze benakab kahu sab ke Samne Kher chahata to nahi tha ki tuze benakab kahu sab ke Samne Lekin sun Le ki ye bewafa meri kalam se Beizat ho jaye to ab Farq nahi padta Ek vakat tha jab Tujhse paayar karta tha Ek bewafa mere kalam se beizat Ho jaye to mujhe Farq nahi padta
Ek vakat tha Ek bewafa mere kalam se beizat Ho jaye to mujhe Farq nahi padta Yaad kar Vo vakt Yaad kar Vo vakt jab Ek lafaz nahi sun pata tha Tere khilaf ab ye Dekh Dekh ab tere tohin pe Talia bajh rahi hai to mujhe Farq nahi padta Ek vakat tha jab me tujhse paayar karta tha
Thank you